Khosha Kah Bagh E Baharaan


.
Type By,,,,,,,,*
*.__Sarfraz Ahmad__.*
.
Khosha Kah Bagh E Bahara Hai Zindagi Apni
.
Kisi K Gham Say Fareezaan Hai Zindagi Apni
.
Boht Din Say Paraishan Hai Ap K Gaisu
.
Boht Din Say Paraishan Hai Apni Zindagi
.
Chalak Rahe Hai Kaai Hasrato K Paimane
.
Laho Say Dil K Charagan Hai Apni Zindagi
.
Gham E Hayat Nay Dale Hai Hath Bahr Bahr Kar
.
K Bay Watan Ka Garaiban Hai Apni Zindagi
.
Tera Jahan Hai Kya Aik Aaina Khana
.
Kah Jis Main Shashdar O Hairan Hai Apni Zindagi
.
Na Jane Konsa Lamha Chura K Lay Jaye
.
Mataa E Gardish E Doraa Hai Apni Zindagi
.
Na Koi Phool Na "Saghar" Na Mahtab Na Tu
.
Bhuja Hoa Sa Shabastan Hai Apni Zindagi,,,,,,,,*SA*
.
*-.___eNd___.-*
.
Book
Muhabbat Mustaqil Gham Hai
.
Poet
Saghar Saddiqi
.
Page
105/106
.
Follow Sarfraz.Ahmad.* Send To 8001

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki