MadhhOsh Gham Say Hun Yaa Kamal-E-Sharaaab Hai,

MadhhOsh
Gham Say Hun
Yaa Kamal-E-Sharaaab Hai,
Ba'HOsh Rah K
Jeena TO Duhra
Azaab Hai..>
"+,,
Gull JO Bhi Sar
Charrha Tery
Hasil Hua Kamal,

TOu Jaaan Hai
Chaman Ki TOu
Shaan-E-Gullaab
Hai..>
"+,,
Taz'EEn-E-DO
Jiha'n Hai ZarOrt
Bashar Ki TO,
Tujh Say TO Piyar
Karnaa Bhi Kaar-E-Sawaab Hai..>
"+,,
VO Chand Jaisaa
Shakhs HO Mery
Naseeeb Mein,
Jiss Ka Hamesha
Aaankh Mein
Rehtaa Shabaab
Hai..>
"+,,
Apnon Say TO
Milan KO Tarsti
Hain Larrkiyaan,
Hum Aap K Hain
Hum Say Ye Kaisa
Hijaab Hai..>
"+,,
Nazren Milaa Ke
Tujh Say Gawaa
Betha Apny HOsh,
AankhOOn Mein
Jaan-E-Jaa'n Teri
Kaisi Sharaaab
Hai..>
"+,,
Shayar Nay Thak
Ke Haar K Aakhir
Ye Keh Diyaaa,
Apni Misaaal
Aap TO Apnaa
Jawaab Hai......->

"+,,+"+,,+"+,,+"
Type__By,,,,,,,-*
Qais__e__Laila
"+,,+"+,,+"+,,+"

POEt:
Shayar Ali Shayar

BOOK VO Chand
Jaisaa Shakhs,
"+,,+""+,,+""+,,+"

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Maa Tere Doodh Ka Haq Hum Say Ada Kya Hoga