Mera To Ranjishain Mitane


.
TyPeD By *.__Sarfraz Ahmad__.*
.
Mera To Ranjishain Mitane Ka Irada Tha
.
Gale Us Shakhs Ko Phr Say Lagane Ka Irada Tha
.
Chalo Acha Huwa Us Nay Mujhe Sahil Say Hi Lota Dia
.
Warna Mera To Kashtiyan Jalane Ka Irada Tha
.
Macha Deti Hai Phr Halchal Dil Main Uski Yad
.
Warna Usay Is Dil Say Bhulane Ka Irada Tha
.
Bari Minnat Samajat Say Maana Hai Wo Shakhs
.
Jise Do Char Lafzo May Manane Ka Irada Tha
.
Agar Viran Shakhon Par Parindon K Na Ghar Hote
.
To Ab Sookhay Darakhton Ko Jalane Ka Irada Tha......*SA*
.
END
.
Follow *._SA-ki-Jan_.* Send To 8001

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki