Nigah-E-Ishq Ka
TaYpEd By
TLASH25
Nigah-E-Ishq Ka Mujh Par Kuch Is Tarah Asar Hai,
Apni Mujhe Ab Na Dunya Ki Khabar Hai.
Yon To Har Shakhs Hai Shanasa Mujh Se
Kya Uski Mehfil Mein Mera Bhi Zikar Hai.
Mein To Is Tarah Se Udaas Rehta Hon, Jis Tarah Khizaan Mein Hota Shajar Hai.
Yaqeenan Buhat Se Hain Parsitar Us Ke, Mujh Batao Kon Mujh Sa Agar Hai.
Usay Tofeeq Nahin Mera Haal Tak Na Pochay
Uska Har Roz Mere Kochay Se Hota Guzar Hai.
Wo To Awaro Ki Tarah Mail Baa Karam Hai, Mein Hon Ke Har Waqt Us Pe Nazar Hai.
Rona To Hamara Naseeb Thehra Hai Athar Un Se Pocho Aaj Kyun Chashm-E-Tar Hai....!
Book Name
Phir Se Mujhe Milo.
Poet By
Athar Shahbaz.
eND.
Follow Tlash25 Send To 8001
Comments