Sukh Ka Mosam


TaYpEd By
TLASH25

Sukh Ka Mosam Khayal-O-Khuwab Huwa
Saans Lena Bi Ab To Aazab Huwa.

Ankhon Ankhon Parha Karo Jazbe Chehra Chehra Khuli Kitaab Huwa.

Roshni Use Aks Ki Dekho Aaina Shab Ko Aaftab Huwa.

Adl-E-Parwar Kabi Hisaab To Kar Zulm Kis Kis Pe Behisaab Huwa.

Kon Mojoon Mein Gholta Hai Lahon
Surkhuroh Kis Lye Chunaab Huwa.

Ab Ke Hijran Ki Dhop Mein Mohsin Rang Us Ka Bi Kuch Kharab Huwa...!

Poet By
Mohsin Naqvi.

eND.

Follow Tlash25 Send To 8001

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki