Uska Chor Jana


TaYpEd By

TLASH25

Usko Chor Jana Bhi Zaroori Tha,
Hamara Usay Bhulana Bhi Zroori Tha.

Us Se Raah Rasm To Nahin Thay Lekin, Wahan Aana Jana Bhi Zaroori Tha.

Jab Lage Hai Zakham Humko To, Unko Sahe Jana Bhi Zaroori Tha.

Kehne Ko To Ham Juda Juda Thay, Zamane Ko Dikhana Bhi Zaroori Tha.

Dekh Kar Ham Ko Apni Mehfil Mein, Unka Nazrein Jhukana Bhi Zaroori Tha.

Ye Nahin Ke Mujhe Gham Tha Us Ke Jane Ka
Magar Aansu Bahana Bhi Zaroori Tha.

Un Ke Mujh Par Ihsaan Thay
Kya Unko Jatana Bhi Zaroori Tha.

Wo Jab Bichra To Taalluq Ka Taqaza Tha, Alwida Kehne Ko Hath Hilana Bhi Zaroori Tha...!

Book Name
Phir Se Mujhe Milo.

Poet By
Athar Shahbaz.

eND.

Follow Tlash25 Send To 8001

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Maa Tere Doodh Ka Haq Hum Say Ada Kya Hoga