Wohi Rab Hai Jisne Tujh Ko Hama

Type By,,,,,,,,,*
*.__Sarfraz Ahmad__.*
.
Wohi Rab Hai Jisne Tujh Ko Hama Tun Karam Banaya

Humein Bheek Maangne Ko Tera Aastaan Bataya

Tujhe Hamd Hai Khudaya Tujhe Hamd Hai Khudaya

Tumhe Haakim E Baraya Tumhee Qasim E A’taya

Tumhee Dafa E Balaya Tumhe Shafa E Khataya

Tujhe Hamd Hai Khudaya Tujhe Hamd Hai Khudaya

Woh Kunwaari Pak Maryam Woh Nafakhtu Feeh Ka Dum

Hai Ajab Nishaan E Azam Magar Aamna Ka Jaya
.
Tujhe Hamd Hai Khudaya Tujhe Hamd Hai Khudaya
.
Yehi Bolay Sidra Walay Chaman E Jahaan K Thaalay
.
Sabhi Mein Chaan Daalay Tere Paaye Ka Na Paya
.
Tujhe Hamd Hai Khudaya Tujhe Hamd Hai Khudaya
.
 Aey Khuda K Bandon Koi Mere Dil Ko Dhoondo
.
Mere Pass Tha Abhi tou Abhi Kia Hua Khudaya
.
Tujhe Hamd Hai Khudaya Tujhe Hamd Hai Khudaya
.
Humein Aey Raza Tere Dil Ka Pata Chala Ba Mushkil
.
Dar E Rauza K Muqabil Woh Humein Nazr To Aaya
.
Ye Na Pooch Kaisa Paaya Ye Na Pooch Kaisa Paya
.
Tujhe Hamd Hai Khudaya Tujhe Hamd Hai Khudaya,,,,,,,,,*SA*
.
*-.__eND__.-*
.

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki