Yunhi Tanha
TaYpEd By
TLASH25
Yunhi Tanha Tanha Na Khak Ura Meri Jan Mere Kareeb Aa.
Mein Bhi Khasta Haal Hon Teri Tarah, Meri Maan Mere Kareeb Aa.
Mein Samandro Ki Hawa Nahin K Tujhe Dikhai Na De Sakon.
Koi Bhola Basra Khayal Hon Na Guman Mere Kareeb Aa.
Na Chupa Ke Zakham Wafa Hai Kya, Teri Aarzoun Ki Katha Hai Kya.
Teri Chaara Gar Na Ye Zindagi Na Jahan Mere Kareeb Aa.
Tujhe Aise Waiso Ki Dosti Ne Buhot Kharab-O- Khajal Kya.
Kisi Jhoot Ki Ye Niqaab Rukh Pe Na Taan Mere Kareeb Aa.
Jo Nikal Sake To Nikal Le Koi Waqt Apne Lye Kabhi.
Mere Pas Baith K Ro To Le Kisi Aaan Mere Kareeb Aa.
Na Muqalma Hon Na Guftagu Faqt Itna Hon Ke Na Mein Na Tu.
Milayen Sirf Apne Jale Huwe Dil-O- Jan Mere Kareeb Aa....!
Book Name
Ye Shaam Tumhare Naam.
Poet By
Aitbar Sajid.
eND.
Follow Tlash25 Send To 8001

Comments