Falsafii Ko BeHas K Andar KHuda Milta NaHin

<Falsafi Ko BeHas>

<TaYpEr>
*._LEGEND_.*
^
Po3T>Akbar AllHabadi
_
_
<><>Falsafii Ko BeHas K Andar KHuda Milta NaHin_*

_Dor Ko SuljHa RaHa Hai Aur Sira Milta NaHin_*

_Marifat KHalik Ki Aalam Men BaHut DusHwar Hai_*

_SHaHar_E_Tan Men Jab Ki KHud Apna Pata Milta NaHin_*

_KasHti_E_Dil Ki Ilahi BaHar_E_Hasti Men Ho KHair_*

_Na_KHuda Milte Hain Lekin Ba_KHuda Milta NaHin_*

_Zindagani Ka Maza Milta THa Jin Ki Bazm Men_*

_Unki Qabron Ka BiH Ab MujH Ko Pata Milta NaHin_*

_Sarf_E_ZaHir Ho Gaya Sarmaya_E_Zeb_O_wafa_*

_Kia Tajub Hai Jo Batin Ba_Safa Milta Nahiin_*

_PukHta Tabon Par Hawadis Ka NaHin Hota Asar_*

_KoHsaron Men NisHan_E_NaqsHpa Milta Nahiin_*

_SHaikH SaHab BarHaman Se LakH Barten Dosti_*

_Be-bHajan Gaye To Mandir Se Taka Milta NaHin

_END

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki