Ay Khuda Kaisa Ajeeb Dour Aaya Hai

Ay Khuda Kaisa 

TaYpEd By
TLASH25

Ay Khuda Kaisa Ajeeb Dour Aaya Hai Koi Kisi Ki Yad Mein Ro Kar Bi Muskraya Hai.

Jab Bi Jhanka Yad Ke Jharonko Se Chand Sa Mehbob Ka Bhehra Hi Nazar Aaya Hai.

Mujhe Maloom Hai Ke Nahi Hon Mein Yad Ke Qabil Par Itna To Bataye Ke Aaj Apki Ankhon Mein Pani kyun Aaya Hai.

Bhula Bethe Kis Darja_E-Na Laiq Thay Ham Bi
Bhala Koi Kisi Ko Rula Kar Bi Muskura Paya Hai.

Dekha Hai Kai Baar Ye Manzar Bi In Ankhon Ne
Aftaab Jo Hansti Rahe Din Bhar Un Ankhon Mein Rat Ko Selaab Aaya Hai....!

Poet By
Yasir Aftab Yasir

eND.

Follow Tlash25 Send To 8001

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Maa Tere Doodh Ka Haq Hum Say Ada Kya Hoga