Gham-E-Ranj-o-Karb-o-Piyaass Ka Sehraaaa Hai Zindagi,

Gham-E-Ranj-o-Karb-o-Piyaass
Ka Sehraaaa
Hai Zindagi,
Harsoon Hujom-E-Yaas Ka Sehraa
Hai Zindagi..>
"+,,
Ek Pal Khushi
Ka Raaass Na
Aayaa Kabhi
Humhen,
Hazn-o-Malaal-o-Aass Ka Sehraa
Hai Zindagi..>
"+,,
Jab Maot
Ikhtataam Hai
Jeevan K Khel Ka,
Socho To Ek
Qiyaas Ka Sehraa
Hai Zindagi..>
"+,,
Kandhu Py Apna
Bojjh Uthaatay
Hain Naatwaan,
Gham Zad-o-Gham Shunass
Ka Seharaa Hai
Zindagi..>
"+,,
Bunyaad Par
Imaarten Banti
Hain Har Jagah,
Dukh Dard Ki
Asaas Ka Sehraa
Hai Zindagi........->
"+,,+"
"+,,+"
Type_By,,,,,,,,,-*
Qais__e__Laila
"+,,+"
PoEt:
Shayar Ali Shayar
Book Wo Chand
Jaisaa Shakhs..>
"+,,+"+,,+"+,,+"

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki