Kabhi Unka Nam Lena Kabhi Unki Bat Karna.

Kabhi Unka Nam

TaYpEd By
TLASH25

Kabhi Unka Nam Lena Kabhi Unki Bat Karna.

Mera Zoq Unki Chahat Mera Shoq Un Pe Marna.

Kabhi Chalte Chalte Thamna Aur Tham Ke Beth Jana.

Kabhi Larkhara Ke Girna Aur Gir Ke Phir Sambhalna.

Kabhi Rat Rat Rona Kabhi Din Charhe Sisakna.

Kabhi Darya Darya Rehna
Kabhi Dekhne Ko Tarasna.

Raha Ishq Se Hamesha Koi Wasta Hai Apna.

Yahi Zindagi Hai Apni Yahi Rasta Hai Apna...!

eND.

Follow Tlash25 Send To 8001

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki