Phool Khushbu K Nashe Hi Mein Bikhar Jaate Hain

Phool Khushbu K 

TaYpEd By
TLASH25

Phool Khushbu K Nashe Hi Mein Bikhar Jaate Hain, Log Pehchan Banate Huwe Mar Jaate Hain.

Manzalein Unka Muqadar Ko Talab Ho Jin Ko, Betalab Log To Manzil Se Guzar Jaate Hain.

Jin Ki Aankh Mein Hon Aansu Unhen Zinda Samjho, Paani Marta Hai To Dariya Bhi Utar Jaate Hain.

Lab E Khandan Hon K Unki Shagufta Aankhen Ham Samajhte Thay Ke Ye Zakham Bhi Bhar Jaate Hain.

Ham Hain Sookhe Huwe Talaab Pe Bethe Huwe Hans Jo Ta'aluq Ko Nibhate Huwe Mar Jaate Hain.

Ay Khuda Aisi Aziyat Se Bachana Ham Ko Jahan Dastaar To Reh Jati Hai, Sar Jaate Hain.....!

Poet By Saadullah Shah 

eND.

Follow Tlash25 Send To 8001

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki