Rafta Rafta Rang Mein Badalti Ho Gi Khak-E-Khass
Rafta Rafta
TaYpEd By
TLASH25
Rafta Rafta Rang Mein Badalti Ho Gi Khak-E-Khass Qatra Qatra Zindagi Tapka Rahi Hai Apna Ras.
Mout Jin Shehron Ko Ajza-E-Paresha Kar Chuki Phir Inhein Chu'ne Laga Zaeest K Hathon Ka Habs.
Haan Kabi Doobe Taqaluf Doston Ke Beech Khamoshi Itni Aziyat Naak Hoti Hai Ke Bas.
Khushk Patton Se Ye Kah Kar Rone Par Jati Hai Bahaar Phir Milenge Zindagi Laayi Agar Agle Baras.
Subah Bistar Se Uthi Angraiyan Leti Huwi Dhoop Ki Aahat Pe Chonk Uthay Hai Mandir Mein Kaalas.
Aur Dunya Ki Muhbat Barh Gayi Ye Jaan Kar
Sab Fana Ho Jaye Ga Allah Bas Baaqi Hai Bas..!.
Book Name.
Aas.
Poet By
Bashir Badar.
eND.
Follow Tlash25 Send To 8001
Comments