Shaam Ko Ik Deep Jalane Ki Adat C Hogai

Poet
Sarfraz Ahmad
.
Adat C Hogai
.
Type By,,,,,,-*
.-._.-,
'-._.Sarfraz Ahmad,,,-*
.
Shaam Ko Ik Deep Jalane Ki Adat C Hogai
.
Dahleez Par Baith Kar Us Ki Rah Takne Ki Adaat C Hogai
.
Usko Bichre Hoay To Kaaee Bars Hogaye
.
Par Usk Lot Anay Ki Dua Karne Ki Adaat C Hogai
.
Junhi Raat Hoti Hai Chand Par Tiktaki Bhandh Jati Hai Meri
.
Chand Par Uski Tasveer Bananay Ki Adaat C Hogai
.
Sitare Jab Timtimatay Hai Dil Say Aah C Nikal Jati Hai
.
Yun Hi Bay Sakoni Main Tarapne Ki Adat C Hogai
.
Ankhain Num Liay Daikhta Rahta Hun Jugnu K Jagmagane Ko
.
Meri Ankhon Say Nikle Ansuon Ko Chamakne Ki Adat C Hogai
.
Teri Yaad Mujhe Bus Jeene K Laiq Nahi Chori Gi Na
.
*--..__JaAn G__..--*
.
Ye Kah Kah Kar Khud Ko Sambhaalne Ki Adaat C Hogai......*SA*

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki