Tera Humnawa Tera Rahbar Tera Humsafar Tu Chala Gaya

Poet
Sarfraz Ahmad
.
Ab Ankhon Main Nami Laane Ka Kya Faida,,,,-*
.
Tera Sathi Tera Dilbar Tu Chala Gaya,,,,-*
.
Bheegi Ankhain Udaas Chahra Qadmo Main Larkharahat Kaisi,,,,-*
.
Tera Humnawa Tera Rahbar Tera Humsafar Tu Chala Gaya,,,,-*
.
Wo Waqt Suhana Bhi To Chala Gaya,,,,-*
.
Tera Yar Purana Bhi To Chala Gaya,,,,-*
.
Ab Khud Ko Kosnay Kya Faida,,,,-*
.
Usi Ko Sochnay Ka Kya Faida,,,,-*
.
Tujhe Ishq Ki Tujhe Saza Mili,,,,-*
.
Tujhe Udaas Rahne Ki Dua Mili,,,,-*
.
Tere Naseeb Ka Tujhe Mila Hai Shayad,,,,-*
.
Tu Soch K Tu Dil Jala Hai Shayad,,,,-*
.
Tera Yar Jo Tujh Say Bichar Gaya,,,,-*
.
Daikh Uska Roop Or Bhi Nikhar Gaya,,,,-*
.
Tera Khon Jigar Ka Pee Pee Kar,,,,-*
.
Daikh "Sarfraz" Tera Yar Kitna Sudhar Gaya,,,,,-*
.
Ab Khud Pay Tu Zara Rehum Kar,,,,,-*
.
In Zakhmo Pay Tu Ab Marhum Kar,,,,-*
.
Wo Bewafa Wo Beqadar Wo Sitamgar Tu Chala Gaya,,,,-*,,SA,,*

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Maa Tere Doodh Ka Haq Hum Say Ada Kya Hoga