Teri Panah Mein Hamen Rakhna

Teri Panah Mein

TaYpEd By
TLASH25

Teri Panah Mein Hamen Rakhna
Teri Panah Mein Hamen Rakhna
Sikhe Ham Nek Raah Par Chalna. 

Kapat Karam Chori Beimaani
Aur Hinsa Se Ham Ko Bachana
Nirmal Gangajal Hi Banana Apni Nigaah Mein Hamen Rakhna
Teri Panah Mein.

Xamavan Koyi Tujhsa Nahin
Aur Mujhsa Nahin Koyi Apraadhi Punay Ki Nagri Mein Bhi Maine Paapo Ki Gathari Hi Baandhi Ho Ho Ho.

Karuna Ki Chhanv Mein Hamein Rakhna
Teri Panah Mein
Mila Ujaala Lekin Kaali Raat Na
Ab Tak Peecha Chore. 

Mujhse Do Qadam Aagay Mera Peechhala Karam Sada Kyun Dau De
Karij Gunaah Se Hamein Rakhna
Teri Panaah Mein.

Koyi Na Jaane Kal Tou Kahan Par Kaise Aur Kis Roop Mein Aaye
Ham In Neki Ke Bandon Mein
Tere Hi Parabhu Darshan Paave
Charno Ki Chaah Mein Hamein Rakhna Teri Panaah Mein...!

eND.

Follow Tlash25 Send To 8001

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki