Tumhare Qafile Ka Har Ghari Manzar Badalta Hai

Agar Malik Ke Dar Se Janwar 

TaYpEd By 
TLASH25 

Tumhare Qafile Ka Har Ghari Manzar Badalta Hai Kabi Rehzan Bdalta Hai Kabi Rehbar Badalta Hai.

Libaas_E_Fakhira Ki Aarzu To Sab Ko Hai Lekin Kahan Malboos Ke Andar Koi Pekar Bdalta Hai
Tum Ek Insaan Ke Badle Huwa Tewar Pe Heraan Ho.

Ye Wo Mosam Hai Ke Panchi Bi Apne Par Badalta Hai
Chatanon Se Usay Mene Muhbat Se Tarasha Hai
Bas Ab Ye Dekhna Hai Rang Kab Pathar Bdalta Hai.

Usay To Shok Hai Har Dil Mein Yun Ja Kar Thehe Ka Wo Kuch Hi Roz Mein Ukta Ke Apna Ghar Bdalta Hai.

Agar Malik Ke Dar Se Janwar Jata Nahin Ahmad To Ye Insan Kesa Hai Jo Itne Dar Badalta Hai...!

eND.

Follow Tlash25 Send To 8001

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki