Wo Apne Husn Ka Dewana Ban Jaye To Kya Kijiay

Wo Apne Husn Ka Dewana Ban Jaye To Kya Kijiay_.*
.
Wajod E Shamma Khud Parwana Ban Jaye To Kya Kijiay_.*
.
Haqeeqat Main Baraye Naam Tha Mera Janon Laikin_.*
.
Zara C Baat Ka Fasana Ban Jaye To Kya Kijiay_.*
.
Har Ik Chahra Nazar Aane Lage Jab Yar Ka Chahra_.*
.
Har Ik Chahra Rukh E Jaa'na Ban Jaye To Kya Kijiay_.*
.
Muyassar Sukh Na Ho Jab Bawajod E Koshish Peehum_.*
.
Dukh Apna Humnawa Rozana Ban Jaye To Kya Kijiay_.*
.
Teri Chashm E Tagaful Say Kisi Maikash Ka Dil Saqi_.*
.
Agar Tota Hoa Paimana Ban Jaye To Kya Kijiay_.*
.
Pila Kar Peer E Maikhana Bana Sakta Hai Ye Maana_.*
.
Magar Jo Bin Piaye Mastana Ban Jaye To Kya Kijiay_.*
.
Jisay Hai Shoq "PURNUM" Shoq Say Apna Banane Ka_.*
.
Hamain Apna K Wo Baigana Ban Jaye To Kya Kijiay_.*,,,SA,,,*
.
Type By,,,,,,,,,-*
*.__Sarfraz Ahmad__.*
.
Poet
Purnum Aalabadi

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki