Wo Jazbon Ki Tijarat Thi Ye Dil Kuch Aur Samjha Tha

Wo Jazbon Ki 

TaYpEd By 
TLASH25

Wo Jazbon Ki Tijarat Thi Ye Dil Kuch Aur Samjha Tha Wo Jazbon Ki Tijarat Thi Ye Dil Kuch Aur Samjha Tha Usey Hansne Ki Aadat Thi Ye Dil Kuch Aur Samjha Tha.

Mujhe Usne Kaha Aao Nahi Dunya Basate Hain Usey Sooji Shararat Thi Ye Dil Kuch Aur Samjha Tha.

Hamesha Uski Ankhon Mein Dhanak Ke Rang Hote Thay Ye Uski Aam Aadat Thi Ye Dil Kuch Aur Samjha Tha.

Wo Mere Paas Bethi Der Tak Ghazlen Meri Sunti Us Se Khud Se Muhbat Thi Ye Dil Kuch Aur Samjha Tha.

Mere Kandhe Par Sar Rakh Kar Kahin Par Kho Gayi Thi Wo Ye Ek Waqti Inayat Thi Ye Dil Kuch Aur Samjha Tha.

Mujhe Wo Dekh Kar Aksar Nighahen Pher Leti Thi Ye Dar Parda Haqarat Thi Ye Dil Kuch Aur Samjha Tha.....!

Poet By
Tawakal Bukhari

eND.

Follow Tlash25 Send To 8001

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki