Aaj Kal Kuch Aise Haal Main Hum Hai

Aaj Kal Kuch Aise
Haal Main Hum
Hai Daman Main
Sari Dunya K
Gham Hai,,,-*
.
Dil Hai K Rota
Hi Rahta Hai
Sath Ankhain
Bhi Purnum Hai,,,-*
.
Wohi Dunya K
Mazay Laite Hai
Jin Logo Ki Jaibain
Garam Hai,,,-*
.
Tanhai Ka Koi
Sath Nahi Waise
Mere Boht Ahl E
Karam Hai,,,-*
.
Gham Ki Barsat
Thamti Nahi
Zameen O Asman
Dono Barhum
Hai,,,-*,,SA,,*
.
Type By,,,,,,-*
.-._.-,
'-._.Sarfraz Ahmad,,,-*
.
Book
Makhmoor Ankhain
Poet
Asghar Meer Puri

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Maa Tere Doodh Ka Haq Hum Say Ada Kya Hoga