Ab Nazar Ati Nahi Chahro Pay Hirani Bhi
Ab Nazar Ati Nahi
.
Type By,,,-*
*-,,,Sarfraz Ahmad,,,-*
.
Ab Nazar Ati Nahi Chahro Pay Hirani Bhi
.
Kaise Abad Hoi Shahro Main Werani Bhi
.
Mujh Main Thori C Ye Boo Baas Bhar Hai Tera
.
Warna Manos Hai Tujh Say Tera Zindani Bhi
.
Sans Atay Hi Chali Jati Hai Bebas Kar K
.
Zindagi Moat Hai Or Moat Say Begani Bhi
.
Hum Bhi Kya Hai K Bhare Phirte Hai Badal Ki Tarha
.
Or Ankhon Say Chalak Jata Hai Jab Pani Bhi
.
Kitne Din Or Hai Muyassar Khushi K Lamhe
.
Apni Khushyo Main Hai Shamil Ye Paraishi Bhi
.
Aag Hi Aag Hai Daikho To Mohabt Apni
.
Maar Daale Na Ye Jazbo Ki Farawani Bhi
.
Roz Ik Toba Hai , Or Roz Naya Wada Hai
.
Ik Nadamat K Siwa Kya Hai Ye Nadani Bhi
.
Zindagi "Saad" Basarat Say Baseerat Tak Hai
.
Saihil Itni Hai Kahan Apni Nagahbani Bhi.........*
.
End
.
Poet
Saadullah Shah
.
Book
Dhoop Ka Chand

Comments