Gale Mila Na Kabhi Chand , Bakht Aisa Tha

Gale Mila Na Kabhi Chand
.
Poet Shaqib Jalali
.
Type By,,,,,,-*
.-._.-,
'-._.Sarfraz Ahmad,,,-*
.
Gale Mila Na Kabhi Chand , Bakht Aisa Tha
.
Hara Bhara Badan , Apna Darakht Aisa Tha
.
Sitare Iskiyan Bharte Hai Os Roti Hai
.
Fasana E Jiger E Lakht Lakht Aisa Tha
.
Zara Na Moom Hoa Pyar Ki Hararat Say
.
Chitakh K Tot Gaya Dil Ka Sakht Aisa Tha
.
Ye Or Baat K Wo Lab Thay Phol Say Nazuk
.
Koi Na Sah Sake , Lahja Karkhat Aisa Tha
.
Kahan Ki Sair Na Ki Tosin E Taheel Par
.
Hamain To Ye Bhi Sulaiman K Takht Aisa Tha
.
Idhar Say Guzra Tha Mulk E Sukhan Ka Shahzada
.
Koi Na Jan Saka , Saaz O Rakht Aisa Tha.......*SA*
.
End
.
Book
Roshni Aay Roshni

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Maa Tere Doodh Ka Haq Hum Say Ada Kya Hoga