Galyun Se Meri Tum Ne Guzar Kar Nahi Daikha

Type By,,,,,,-*
.-._.-,
'-._.Sarfraz Ahmad,,,-*
.

Gham Ya Hai K Khushyon Nay Mera Ghar Nahi Daikha
.
Mehroom Hai Wo Pyar Ki Dolat Se Abhi Tak
.
Dil Jis Ne Kahin Laga Kar Nahi Daikha
.
Gumnaam Hai Wo Phol Gulistan e Jahan Main
.
Khushbo Ki Tarha Jis Ne Bikhar Kar Nahi Daikha
.
Aaine Faqat Uski Tasalli K Liay hai
.
Dulhan Ki Tarha Jis Ne Sanwar Kar Nahi Daikha
.
Ye Sach Hai Mera Qatal Sar e Aam Hua Hai
.
Kis Ka Tha Meri Peeth Par Khanjar Nahi Daikha
.
Dil Cheer K Nikle Hai Ye Ash'aar Hamare
.
Afson Inhen Ap Ne Parh Kar Nahi Daikha.......!
.
Poet
Bashir Badar

Comments