Garam Rang Pholo Ka Garam Thi Mahak Unki

Poet
Munir Niazi
.
Garam Rang Pholo Ka
.
Type By,,,,,,-*
.-._.-,
'-._.Sarfraz Ahmad,,,-*
.
Garam Rang Pholo Ka Garam Thi Mahak Unki
.
Garam Khon Ankho Main Teez Thi Chamak Unki
.
Sochta Main Kya Usko Us Haseen Ki Baato Ko
.
Daikhta Main Kya UsK khak Rang Hatho Ko
.
Khof Tha Tamazat Main Aaysh Shab Ki Shiddat Ka
.
Dar Khula Tha Dozakh Ka Lams Lab Ki Hiddat Ka
.
Main Jawab Kya Daita Uski In Adao Ka
.
Aik Shahr Murda Main Door Ki Nadaao Ka......*SA*
.
EnD
.
Book
Dushmano K Darmian Shaam

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Maa Tere Doodh Ka Haq Hum Say Ada Kya Hoga