Hum Unhain Jeene Ki Dua Daite Hai

Hum Jeene Ki Dua
.
Type By,,,-*
.-._.-,
'-._.Sarfraz Ahmad,,,-*
.
Nahi Atay Jab Milne Ko Kahte Hai
.
Dard Sahte Rahna Chahat Ko Kahte Hai
.
Hum Unhain Jeene Ki Dua Daite Hai
.
Wo Hamain Mar Jane Ko Kahte Hai
.
Pagl Sy Ho Gaye Hai Hum , Nhi Lgta Kahin Dhiyan
.
Ghar Wale Bhi
Ab Sudhar Jaane Ko Kahte Hai
.
Main Aj Bhi Qaaim Hun
Apne Wado Or Qasmo Par
.
Mgr Mere Dost Mujhe Badl Jaane Ko Kahte Hai
.
Us Zalim Ka Pyar Tha Darya Ki Tarha Mere
Sath
.
Aaj Q Samandar Main Jaate Hi Thahr
Jane Ko Kahte Hai
.
Ghante Guzarta Hun Wahan Jahan Hoi Thi Mulakatain
.
Ab Rahguzar Bhi Mujhe Ghr Jane Ko Kahte Hai
.
Chingariyo Sy Khailna Kahan Sy Seekh Lia
Tumne
.
Khud Aag Laga Kr Ab Bujhane Ko Kahte Hai
.
Mere Yar Ki Sazishain
To Daikho
.
Manzil Pay Pohnch Kar Ab Palat Jaane Ko Kahte Hai
.
Nahi Ab Koi Sawal Na Jawab Mere Pas
.
Sirf Chup Chap Bichar Jaane Ko Kahte Hai,*,,SA,,*

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki