Jo Mujhe Sari Dunya Say Piyara Hai

Jo Mujhe Sari
Dunya Say Piyara
Hai , Us Say Door
Rahna Kab Hamain
Gawara Hai,,,-*
.
Kabhi Dare E Judai
Kabhi Dard E Tanhai
In Sab Nay Mil Kar
Hamain Maara
Hai,,,-*
.
Tofaan Main Ghiri
Hai Kashti Jahan Say
Bari Door Kinara
Hai,,,-*
.
Jahan Rahe Jis Hal
Main Rahe , Har
Hal Main "Asghar"
Faqat Tumhara
Hai,,,-*,,SA,,*
.
Type By,,,,,,-*
.-._.-,
'-._.Sarfraz Ahmad,,,-*
.
Book
Makhmoor Ankhain
Poet
Asghar Meer Puri

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki