Khaak Par Jab Bikhar Gaye Ansoo

*---.____Ansoo____.---*
.

Type By,,,,,,-*
.-._.-,
'-._.Sarfraz Ahmad,,,-*
.
Book
Faslay Aaise Bhi Hunge By
Adeem Hashmi
.
Khaak Par Jab Bikhar Gaye Ansoo
.
Ye Laga Jaise Marr Gaye Aansoo
.
Aaj Palko Ki Baarr Phandd Gaye
.
Aaj Hadd Say Guzar Gaye Ansoo
.
Aasmaan Bhar Gaya Sitaro Say
.
Ghum Ki Jholi May Bhar Gaye Anroo
.
Dil Ki Gathri May Bandh Rakhe Thay
.
Jaane Kaise Bikhar Gaye Ansoo
.
Apne Ghum Ki Kasafatain Bhi Boht
.
Usk Ghum Say Nikhar Gaye Ansoo
.
Aaj To Ghum Boht Ziada Hai
.
Aaj Jaane Kidhar Gaye Aansoo
.
Zabt Say Ahd Bandh Rakha Hai
.
Or Phr Bhi Bikhar Gaye Ansoo
.
Seel E Darya To Kuch Nahi Tha
.
Apne Tofaan Say Darr Gaye Ansoo
.
Dil K'rra To Boht Kia Tha "Adeem"
.
Waqt E Rukhsat Bikhar Gaye Aansoo........*SA*

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki