Khayal Aaj Mere Roo Baroo Hussain Ka Hai

Khayal Mere Roobaro
.
Type By,,,,,,-*
.-._.-,
'-._.Sarfraz Ahmad,,,-*
--.__.-->
Khayal Aaj Mere Roo Baroo Hussain Ka Hai
.
Jo Dorta Hai Rago Main Laho Hussain Ka Hai
.
Hamare Hath Banay Hai Kamak Yazeediyo Ki
.
Nahi Hussain Ka Main Bhi Na Tu Hussain Ka Hai
.
Pas E Saajod Uthai Hai Lash Kitno Ki
.
100 Khon E Aal E Payamber Wazo Hussain Ka Hai
.
Ye Kah K Aaj Bhi Nahr E Faraat Roti Hai
.
Kah Pasr Piyasa Lab E Aab Jo Hussain Ka Hai
.
Zamane Bhar Main Koi Aik Ho Nahi Sakta
.
Jo Haq Pasand Hai Laikin Aa'do Hussain Ka Hai
.
Sharf Laho Say Nahi Hai Kisiko Nisbat Ka
.
Sitam Say Hota Hai Jo Do Bado Hussain Ka Hai
.
Sadaqaato Ka Ye Parcham Sada Buland Rahe
.
Ye Nok E Neeza Pay Goya Gallo Hussain Ka Hai
.
Mujhe To Fatah E Khaibar Ki Yad Aai Khalash
.
Ali Ka Chahra Hai Jo Hoo Ba Hoo Hussain Ka Hai........*
.
END
.
POET
Kaleem Ullah Butt

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki