Marne Ka Tere Gham Main Irada Bhi Nahi Hai
Marne Ka Tere Gham Main
.
Type By,,,,,,-*
.-._.-,
'-._.Sarfraz Ahmad,,,-*
.
Marne Ka Tere Gham Main Irada Bhi Nahi Hai
.
Hai Ishq Magar Itna Ziada Bhi Nahi Hai
.
Hai Yun K Ibaarat Ki Zuban Or Hai Koi
.
Kaghaz Meri Taqdeer Ka Sada Bhi Nahi Hai
.
Q Daikhte Rahte Hai Sitaro Ki Tarf Hum
.
Jab Un Say Mulaqat Ka Wada Nahi Hai
.
Q Rah K Manzar Main Ulajh Jati Hai Ankhain
.
Jab Dil Main Koi Or Irada Bhi Nahi Hai
.
Q Uski Tarf Daikh K Paaon Nahi Uthtay
.
Wo Shakhs Haseen Itna Ziada Bhi Nahi Hai
.
Kis Morr Pay Lay Aya Hamain Hijar Musalsal
.
Tahad E Nigah Wisal Ka Wada Bhi Nahi Hai
.
Pathar Ki Tarha Sard Hai Q Ankh Kisi Ki
.
"Amjad" Jo Bicharne Ka Irada Bhi Nahi Hai.......*,,SA,,*
.
End
.
Poet
Amjad Islam Amjad
Book
Zara Phr Say Kahna

Comments