Mujhko Apna Kahti Thi Mujh Say Bhi Wo Milti Thi

Mujhko Apna Kahti Thi
.
Poet
Atta Ul Haq Qasmi
.
Type By,,,,,,-*
.-._.-,
'-._.Sarfraz Ahmad,,,-*
.
Mujhko Apna Kahti
Thi Mujh Say Bhi
Wo Milti Thi,,,-*
.
Us K Honth Gulabi
Thay Uski Ankh
Main Masti Thi,,,-*
.
Main Bhi Bhola
Bhatka Sa Wo
Bhi Bholi Bhatki
Thi,,,-*
.
Lekin Wo Kya
Larki Thi Larki
Thi K Pahaili
Thi,,,-*
.
Ultay Seedhay
Rasto Par Ankhain
Dhanp K Chalti
Thi,,,-*
.
Bheegi Bheegi
Raato Main Tanha
Tanha Roti Thi,,,-*
.
Mailay Mailay Kapro
Main Ujli Ujli Lagti
Thi,,,-*
.
Us K Saare Khawab
Naaye Or Taabeer
Wohi Purani
Thi,,,-*,,SA,,*
.
S*-.__eNd__.-*A
.
Book
Intikhab Hassan
Abbasi

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Maa Tere Doodh Ka Haq Hum Say Ada Kya Hoga