Taro Ki Chilmano Say Koi Jhankta Bhi Ho
Taaro Ki Chilmano Say Koi Jhankta Bhi Ho
.
Type By,,,,,,-*
.-._.-,
'-._.Sarfraz Ahmad,,,-*
.
Taro Ki Chilmano Say Koi Jhankta Bhi Ho
.
Is Kaainat Main Ko Manzar Naya Bhi Ho
.
Itni Siyah Raat Main Kis Ko Sadain Dun
.
Aisa Chirag Day Jo Kabhi Bolta Bhi Ho
.
Main Kis Tarha Ye Maan Lon Fasl Bahar
.
Aik Phol To Khilay Koi Patta Haarra Bhi Ho
.
Wo Mere Sath Chal Sake Is Dhop Chaaon Main
.
Mahboob Khush Mizaaj Ho, Ghum Ashna Bhi Ho
.
Dunya Badal Gai Hai Abhi Or Badlaye Gi
.
Kaise Kaho K Ankh Main Sharm O Haya Bhi Ho
.
Wo Chand To Nahi Hai Magar Chand Ki Tarha
.
In Pathro Ki Oott Say Ab Jhankata Bhi Ho......*SA.*
.
eND
.
Poet
Bashir Badar
.
Book
Aahat

Comments