Tum Us Larki Ko Daikhte Ho Tum Us Larki Ko Jante Ho

Tum Us Larki Ko
.
Type By,,,,,,-*
.-._.-,
'-._.Sarfraz Ahmad,,,-*
.
Tum Us Larki Ko Daikhte Ho Tum Us Larki Ko Jante Ho
.
Wo Ujli Gori Nahi Nahi, Wo Mast Chakori Nahi Nahi
.
Wo Jiska Kurta Neela Hai Wo Jiska Anchal Peela Hai
.
Wo Jiski Ankh Pay Chashma Hai Wo Jis K Mathe Teeka Hai
.
In Sab Say Alag In Sab Say Paray Wo Ghaas Pay Niche Beelo K Kya Gol Matol Sa Chahra Hai
Jo Har Dum Hasta Rahta Hai
.
Kuch Chatan Hai Albaile Say Kuch Usk Nain Nashelay Say
.
Us Waqt Magar Socho Main Magan Wo Sanwli Sorat Ki Nagin
.
Kya Bay Khabrna Baithi Hai Ye Geet Usi Ka Darpan Hai Ye Geet Hamara Jeewan Hai
.
Hum Us Nagin K Ghayal Thay Hum Usk Masail Thay
.
Jab Shair Mere Sunti Thi
Khamosh Dopatta Chunti Thi Jab Wahshat Aise Sasti Thi Kya Hirni C Ban Jati Thi
.
Ye Jitne Basti Wale Thay Us Chanchal K Matwale Thay
.
Us Ghr Main Kitne Salo Ki Thi Baithak Chahne Walo Ki
.
Goo Pyar Ki Ganga Bahti Thi Wo Naar Hi Hum Say Kahti
Thi,,,-*,,SA,,*
.
Ye Log To Mahz Sahare Hai Insha Jee Hum To Tumhare Hai
.
Ab Or Kisi Ki Chahat Ka Karti Hai Bahana Hum Nay Bhi Kaha Dil Nay Bhi Kaha
.
Daikho Ye Zamana Thek Nahi Na Dil Mana Na Hum Maane
.
Injam To Sab Dunya Wale Jane Jo Hum Say Hamari Wahshat Ka Sunti Hai Fasana Baithi Hai
.
Hum Jis K Liay Pardais Phiray Jogi Ka Badal Kar Bhais Phire
.
Chahat K Nirale Geet Likhe Jee Mohnay Wale Geet Likhe
.
Us Shahr K Aik Gharonday Main Us Basti K Aik Konay Main
.
Kya Bay Khabrana Bhaiti Hai Us Dard Ko Ab Chup Chap Suno Insha Jee Laho To Us say Suno
.
Jo Chiton Ki Shaklain Liay Ankho Main Liay Hontho Main Liay Khushbo Ka Zamana Baithi Hai
.
Log Ap Hi Ap Samjh Jaye Q Naam Hum Uska Batlain Hum Jis K Liay Dais Phiray........*,,SA,,*
.
Chahat K Nirale Geet Likhe Jee Mohne Wale Geet Likhe
.
Jo Sab K Liay Daman Main Bhare Khoshyo Ka Khazana Baithi Hai
.
Jo Dar Bhi Hai Wo Daaro Bhi Log Ap Ki Ap Samjh Jaye Q Naam Hum Iska Batalain
.
Wo Kal Bhi Milne Aai Thi Wo Aaj Bhi Milne Aai Hai Wo Apni Nahi Parai Hai........*SA*
.
END
.
Book
Dil E Wahshi By Ibn E Insha
.
Follow *-.SA-Ki-JAN.-* Send To 8001

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki