Us Dais Ka Rang Anokha Tha Us Dais Ki Baat Nirali Thi

Us Dais Ka Rang Anokha
.
Type By,,,-*
*-,,,Sarfraz Ahmad,,,-*
.
Poet
Habib Jalib
.
Us Dais Ka Rang Anokha Tha Us Dais Ki Baat Nirali Thi___.+
.
Nagmo Say Bhare Darya Thay Raawa Geeto Say Bhari Haryali Thi___.+
.
Us Shahr Say Hum Aa Jayege Ashko K Deep Jalain Gay___.+
.
Ye Dour Bhi Aane Wala Tha Ye Baat Bhi Hone Wali Thi___.+
.
Wo Roshan Galiyan Yaad Aayain , Wo Phol Or Kaliyan Yaad Aayain___.+
.
Sundar Man Challiyan Yaad Aayain Har Ankh Madhar Matwali Thi___.+
.
Kisi Basti Main Aa Pohnche Har Ghum Pay Mile Soo Ghum___.+
.
Phr Chal Us Nagri Main Humdam Har Shaam Jahan Ujali Thi___.+
.
Wo Baam O Darr Wo Rah Guzar Dil Khak Basar Jaan Khak Basar___.+

"Jalib"

Wo Paraishan Haali Thi Kya Khob Paraishan Haali Thi.......*SA*
.
END
.
Book
Kuliat E Jalib

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Maa Tere Doodh Ka Haq Hum Say Ada Kya Hoga