Aay Jaan E Tamanna Rooh

Aay Jaan E
Tamanna Rooh
E Rawan Ik Paak
Muhabt Hai Tum
Say,,,-*
.
Is Waqt Khudara
Door Raho Jazbaat
Ki Niyyat Theek
Nahi,,,-*
.
Mujhe Khud Pay
Ja'naa Bharosa
Hai,,,-*
.
Par Touba Ka
Irada Badla Hai
Barsaat Ki Niyyat
Theek Nahi,,,-*
.
Ye Abr Ki Sazish
Hai Jaanum Hum
Main Itna Hosla
Kahan,,,-*
.
Jazbaat Ka Machalna
Rokon Par Is Raat
Ki Niyyat Theek
Nahi,,,-*,,SA,,*
.
Poet
Sarfraz Ahmad
.
For More Poetry K Liay
.
Follow *-.SA-Ki-JAN.-* Send To 8001

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Maa Tere Doodh Ka Haq Hum Say Ada Kya Hoga