Ab Shahr E Jan Baachane Ki Khawhish Na Rahi
Khawahish Na Rahi
.
Type By,,,,,,-*
.-._.-,
'-._.Sarfraz Ahmad,,,-*
.
Ab Shahr E Jan Baachane Ki Khawhish Na Rahi
.
Phr Say Aana Gawane Ki Khawahish Na Rahi
.
Kitne Ajeeb Mor Pay Bichre Hai Ab K Hum
.
Ab To Kisi Bahane Ki Khawahish Na Rahi
.
Muth'hi Say Is Tarha Say Muqaddar Phisal Gaya
.
Jhuk Kar Usay Uthane Ki Khawahish Na Rahi
.
Soraj Ko Badilo Nay Panaho Main Jab Lia
.
Phr Inko Ghr Lutane Ki Khawahish Na Rahi
.
Ab To Palat K Aanay Ki Khawahish Ko Maar Do
.
Ab Tum Ko Azmaa'nay Ki Khwahish Na Rahi
.
Ab K Khuda Say Bhi Nahi Manga Usay Batool
.
Ab Sarr Kahin Jhukane Ki Khawahish Na Rahi......*.SA.*
.
Poetess
Fakhra Batool
.
Book
Bhula Dia Na
Comments