Chand Lamhon Ki Zindagi Hai.

Poet:
Sarfraz Ahmad.
.
Chand Lamhon Ki

TaYpEd By
TLASH25

Chand Lamhon Ki Zindagi Hai.
=
Nafraton Se Jiya Nahin Karte.
=
Dushmanon Say Kiya Shikayat Karein.
=
Ab To Apne Bhi Yad Kiya Nahin Karte.
=
Jo Zakhm Apno Ki Inayat Say Mile Hun
=
Us Zakhm Pay Marhum Lagaya Nahi Karte.
=
Muhabt K Asoolon Main Zara Dhiyaan Rakhna Parta Hai
=
K Wada Kar K Milne Ka Phr Bhoolaya Nahin Karte.
=
Hamara Dil Jo Tota Hai To Shikayat Kis Say Karain Hum.
=
K Dard K Maaray Dil Ka Haal Sunaya Nahin Karte.
=
Tanhai Main Chup Chup K Roya Karte Hai
=
K Raaton Ko Bhi Soyaa Nahin Karte.
=
Maana K Husn Main Wafa Nahi Hoti "Sarfraz"
=
Husn Wale Barbad To Karte Hai Par Wafa Kiya Nahin Karte.....!
=
eNd.
=
Follow Tlash25 Send To 8001

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Maa Tere Doodh Ka Haq Hum Say Ada Kya Hoga