Dil Laganay Ki Ibtada Kar Diiii


Dil Lagane Ki Ibtada
.
Type By,,,,,,-*
.-._.-,
'-._.Sarfraz Ahmad,,,-*
.
Dil Laganay Ki Ibtada Kar Diiii
.
Teer Khanay Ki Ibtada Kar Diiii
.
Ab Akaile Hi Baith Kar Rona
.
Hum Nay Janay Ki Ibtada Kar Diiiii
.
Yad Aanay Ki Intiha Kar K
.
Bhol Janay Ki Ibtada Kar Diiiii
.
Kar K Tark E Wafa Mujhay Usnay
.
Azmaanay Ki Ibtada Kar Diiii
.
Ansuon K Diay Bhujanay Ko
.
Muskuranay Ki Ibtada Kar Diiii
.
Dil Ki Basti Chor Kar Us Nay
.
Dil Dukhanay Ki Ibtada Kar Diiii
.
Kar K Inkar Teri Chahat Say
.
Hosh Aanay Ki Ibtada Kar Diiii
.
Hum Nay Fatah Ka Taaj Day K Batool
.
Maat Khaanay Ki Ibtada Kar Diiii........*.SA.*
.
Poet
Fakhra Batool
.
Book
Gulab' Khushbo Bana Gaya Hai

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki