Ghar Chornay Lage To Koi Yaad Aa Gaya
Ansoo Nikal Pare To Koi Yad Aa Gaya
.
Type By,,,,,,-*
.-._.-,
'-._.Sarfraz Ahmad,,,-*
.
Ghar Chornay Lage To Koi Yaad Aa Gaya
.
Ansoo Nikal Pare To Koi Yaad Aa Gaya
.
Ghar Ko Banane Wala To Mitti Main So Gaya
.
Hissay Jo Batt Gaye To Koi Yad Aa Gaya
.
Jin K liay Zamane Ko Thukra Dia Wohi
.
Thukra K Chal Diay To Koi Yaad Aa Gaya
.
Din Bhar To Us Ki Yad Say Ghafil Rahe Magar
.
Jalne Lage Diaay To Koi Yad Aa Gaya
.
Ab Us K Shahr Jane Ka Sochain Bhi Kis Tarha
.
Jab Paaon Katt Chukay To Koi Yaad Aa Gaya
.
Usnay Bhi To Kiay Thay Nibhaaye Magar Nahi
.
Wade Kabhi Kiay To Koi Yaad Aa Gaya.........*.SA.*
.
Poet
Fakhra Batool
.
Book
Gulab, Khushbo Day Gaya Hai
Comments