Ik Baat Honthon Tak Hai Jo Aai Nahi

Ik Baat Honthon Tak
.
Type By,,,,,,-*
.-._.-,
'-._.Sarfraz Ahmad,,,-*
.
Ik Baat Honthon Tak Hai Jo Aai Nahi
Bas Ankhon Say Hai Jhaankti
.
Tum Say Kabhi, Mujh Say Kabhi
Kuch Lafz Hai Wo Mangti
.
Jinko Pehan K Hontho Tak Aa Jaaye Wo
Awaaz Ki Baahon
Main Baahain Daal K Ithlaye Wo
.
Lekin Jo Ye Ik Baat
Hai
Ahsas Hi Ahsas Hai
.
Khushbo C Hai Jaise Hawa Main Tairti
.
Khushbo Jo Bay-Awaz Hai
.
Jiska Pata Tumko
Bhi Hai
Jiski Khabar Mujhko
Bhi Hai
.
Dunya Say Bhi
Chupta Nahi
Ye Jaane Kaisa
Raaz Hai,,,-*,,SA,,*
.
Poet
Javed Akhter

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Maa Tere Doodh Ka Haq Hum Say Ada Kya Hoga