Ik Had E Ikhtiyar Say Inkar Bhi Nahi
I
k Had E Ikhiyar Say
.
Type By,,,,,,-*
.-._.-,
'-._.Sarfraz Ahmad,,,-*
.
Ik Had E Ikhtiyar Say Inkar Bhi Nahi
Mukhtar Hai Admi Mukhtar Bhi Nahi,,,-*
.
Ghum Ki Taweel Shab Main Hajom Umeed O Yaas
Aasaar Bhi Hai Subah K Aasaar Bhi Nahi,,,-*
.
Kaisi Hai Kaargar Wo Nazar Kuch Na Pochiay
Aisi To Kaargar Koi Talwar Bhi Nahi,,,-*
.
Maikhane Main Khushi Say Jo Piay Sharab E Ghum
Aisa Mera Siwa Koi Maikhar Bhi Nahi,,,-*
.
Hairat Hai Jis Nay Bagh Ko Seencha Hai Khoon Say
Wo Shakhs Aik Phol Ka Haqdar Bhi Nahi,,,-*
.
Mumkin Hai Marte Dum Bhi Na Aain Wo Daikhnay
Kismat Main Shayad Akhri Deedar Bhi
Nahi,,,-*
.
Hai Mohn Kafan Main Ab To Hazoor Aa K Daikh Jayain
Ab To Koi Shikayat E Bimaar Bhi Nahi,,,-*
.
"Purnum" Ye Tere
Ashk E Nadamat Ka
Hai Kamaal
Ho Kar Gunahgar Gunahgar Bhi
Nahi,,,-*,,SA,,*
.
Poet
Purnum Allabadi
Book
Phool Daikhay
Na Gaye

Comments