Jab Tak Wo Meri Zaat Main Jalwa Numa Raha

Jab Tak Wo Meri Zaat
.
Type By,,,,,,-*
.-._.-,
'-._.Sarfraz Ahmad,,,-*
.
Jab Tak Wo Meri
Zaat Main Jalwa
Numa Raha
Bas Utni Dair Tak
Main Sarapa Khuda
Raha,,,-*
.
Tere Taabeer Jan
E Wafa Jis Jaga
Raha
Tanha Raha Udas
Raha Ghum Zada
Raha,,,-*
.
Jab Tak Doi Kaa
Ankhon Py Parda
Para Raha
Main Baar Baar Mil
K Bhi Un Say Juda
Raha,,,-*
.
Main Us Dilruba
Ko Sada Chahta
Hun
Banda K Khuda
Ho K Raqeeb E
Khuda Raha,,,-*
.
Koi Khuda Samjhta
Raha Koi Usko Raam
Koi Sanam Samjh
K Usay Pojta Raha,,,-*
.
Yun To Khizaan
K Zair E Asar Tha
Chaman Tamam
Laikin Gul E Wafa
Jo Khila Tha Khila
Raha,,,-*
.
"Purnum" Wo Shokh
Mujh Ko Mila Meri
Zaat Main
Main Kainaat Bhar
Main Jisay Dhondhta
Raha,,,-*,,SA,,*
.
Poet
Purnum Allabdi
Book
Phool Daikhay
Na Gaye

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki