Khair Ul Wara Sadr Ud Duja Najm Ul Huda Noor Ul Ula Shams Ud Duha Badr Ud Duja Yaani Mustafa

Aaye Khatam E
Rusul , Kaba E
Maqsood Tu Hi
Dar Surat E Har
Shay Hast Mojood
Tu Hi
.
Aayat E Kamal E
Haq Aayan Nastbato
Azaat K Darpardah
Nihaan Bood Tu Hi
.
Suhani Raat Thi
Or Pur Sakoon
Zamana Tha Asar
Main Doba Hoa
Jazb E Ashyana
Tha
.
Unhain To Arsh Pay
Mehboob Ko Bulana
Tha Hawas Thi
Deed Ki Miraaj Ka
Bahana Tha
.
Sarela Makaan Say
Talab Hoi
Soay Muntaha Wo
Chale Nabi
.
Ye Kamal E Husn
Ka Mojza K Firaaq
O Haq Bhi Na Seh
Saka
.
Shab E Miraaj Liya
Arsh E Bareen Par
Bulwaya
Sadma E Hijar Khuda
Say Bhi Gawara Na
Howa
.
Koi Had Hai Un K
Urooj Ki Balaghal
Ula Bay Kamalayhi
.
Sar E Makaan Say
Talab Hoi Koi Had
Hai Un K Urooj Ki
.
Khair Ul Wara
Sadr Ud Duja
Najm Ul Huda
Noor Ul Ula
Shams Ud Duha
Badr Ud Duja
Yaani Mustafa
.
Aaqa Rawa Salare
Deen Ye Rehmat
Al-Lil Aala Meen
Aa Muqtuda E
Mursaleen Aa Pashwa
E Ambiya
.
Jannat Nishan E
Qoouet To Waash
Shams Eemaan Ro
E To,,,-*,,SA,,*
.

Wal'lail Wasf E
Loay To Khubai
Ye Ruyaat Badduha
Is Main To Is Main
Lazmi Shaan E To
Shaan E Kibriya
.
Jo Gaya Hai Farsh
Say Arsh Tak Wo
Buraak To Lay Gaya
Bedharak Tabaqay
Zameen Warq E
Falaq Gaye Neeche
Paaon Say Pursarak
.
Latain Zulf K Jo
Gai Latak To Jahan
Sara Gaya Mehek
Hoay Mast Bulbulay
Is Qadar To Ye
Ghunchay Bole
Chatak Chatak
.
Gaye Ghar Say
Chahr K Buraaq
Par Shab E Wasl
Rukh Say Hoi Seher
Ye Safar Tha Khob
Say Khobter
Ye Hi Tha Har Ik
Ki Zubaan Par
.
Ye Hi Ibtida Yehi
Intiha Ye Farogh
Jalwa E Haq Numa
K Jahan Sara Chamak
Utha Kasha Fad Duja
Bejamalehi Rukh
E Mustafa Ki Ye
Roshni Ye Tajal'liyon
Ki Hama Hami
.
K Har Cheez Chamak
Uthi Kasha Fad Duja
Bejamalehi
.
Na Falak Na Chand
Taaray Na Seher Na
Raat Hoi
Na Tera Jamal Hota
Na Ye Kainaat Hoti
.
Wo Sarapa Rahmat
E Kibriya K Har Ik
Pay Jiska Karam
Hoa Ye Quraan E
Paak Hai Barmala
Hasoonat Jamiyo
Khisaalayhi,,,-*,,SA,,*
.

Ye Kamal E Haq
E Muhammadi
K Har Ik Pay
Chashm E Karam
Rahi
Sar E Hashar Naa'ra
E Ummati Hasunat
Jaami'oo Khisalayhi
.
Wohi Haqniger Wohi
Haqnuma Rukh E
Mustafa Hai Wo
Aaina
K Khuda E Paak Nay
Khud Kaha Sallu
Allaayhi Wa'aalayhi
.
Mera Deen Amber
E Warsi Bakhuda Hai
Ishq E Muhammadi
Mera Zikar O Fikar
Hai Bas Yahi Sallu
Allayhi Wa'alayhi
.
Che Kunam Bayane
Kamaleo Balaghal
Ula Be Kamalayhi
Che Farogh Karda
Jamalayho Kasha Fad
Dujaa Bijamalayhi
Mun Hairatamza
Khisalayhi Hasunat
Jaamee'oo Khisalayhi
Dil O Jaan Maba
Khayalehi Sallu
Alaayhi Wa'alayhi
.
Aay Mazher E Noor
E Khuda Balaghal Ula
Be Kamalayhi
Maula Ali Mushkula
Kusha Kasha Fad
Duja Bijamalayhi
Hasnain Jaan E
Fatima Hasunaat
Jaami'oo Khisaalayhi
Yani Muhammad
Mustafa Saallu Alayhi
Wa.alayhi,,,-*,,SA,,*
.
Kalam
Hakim Mirza Madani
Recited By
Sabri Brothers
.
Type By,,,,,,-*
.-._.-,
'-._.Sarfraz Ahmad,,,-*

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki