Meri Zindagi Meri Jan E Jahan Mujhe Lay Chalo Kabhi Us Jahan

Meri Zindagi Meri
.
Type By,,,,,,-*
.-._.-,
'-._.Sarfraz Ahmad,,,-*
.
Meri Zindagi Meri
Jan E Jahan Mujhe
Lay Chalo Kabhi Us Jahan,,,-*
.
Jahan Tu Hi Mera Naseeb Ho Jahan
Dil Say Tu Hi Kareeb
Ho,,,-*
.
Jahan Gham Koi
Na Aa Sakay
Jahan Nafratain
Na Sataa Sakain,,,-*
.
Jahan Qarb Ho
Jahan Ho Khushi
Jahan Chahti Ho Hamain Zindagi,,,-*
.
Aisi Zindagi Jahan
Dil Mera Na Udaas Ho,,,,-*
.
Jahan Har Ghari
Teri Aas Ho,,,-*
.
Meri Zindagi Meri
Jan E Jahan,,,-*
.
Mujhe Lay Chalo
Kabhi Us Jahan,,,-*,,SA,,*

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki