Naaya Dour Hai Naaye Dour Say Bhagawat Kaisi,

Naaya Dour Hai
.
Poet
Sarfraz Ahmad
.
Type By,,,,,,-*
.-._.-,
'-._.S'A-Ki-JAN,,,,,-*
.
Naaya Dour Hai
Naaye Dour Say Bhagawat Kaisi,
Jab Dunya Hi
Arzi Hai To Dunya
Say Muhabt Kaisi,,,-*
.
Husn Ki Numaish
May Bhool Jaate
Hai Apna Jism
Chupana
Khuda Ko Bhool
Jate Hai To Ye
Dunya Ki Ulfat
Kaisi,,,-*
.
Zara Btao Kabhi
Kisi Mashriqi Larki
Ka Tha Libas Aisa
Zamana Ka Riwaj
Badal Raha Hai To
Is Say Bagawat
Kaisi,,,-*
.
Maloom Hai Sab
Ko K Jab Rab Razi
To Sab Raazi
Balawaja Khud
Ko Uncha Dikhane
Main Ye Himakat
Kaisi,,,-*
.
Lage Rahte Hai
Din Raat Shohrat
Panay K Liay Jab
Khuda Hi Raazi Na
Hoa To Ye Musrofiat Kaisi,,,-*,,SA,,*
.
For More Poetry
K Liay
.
Follow *-.SA-Ki-JAN.-*
Send To 8001

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki