Rokta Hai Gham E Izhar Say Pindar Mujh

Rokta Hai Gham
.
Type By,,,,,,-*
.-._.-,
'-._.Sarfraz Ahmad,,,-*
.
Rokta Hai Gham E Izhar Say Pindar Mujhe,,,-*
.
Mere Ashkon Say Chupa Lay Mere Rukhsar Mujhe,,,-*
.
Daikh Aay Dasht E Janoon Bhaid Na Khulnay Paye,,,-*
.
Dhundhane Aaye Hai Ghar K Dar O Deewar Mujhe,,,-*
.
C Diaye Honth Usi Shakhs Ki Majboori
Nay,,,-*
.
Jis Ki Qurbat Nay Kiya Muharram E Israr
Mujhe,,,-*
.
Meri Ankhon Ki Taraf Daikh Rahe Hai
Anjum,,,-*
.
Jaise Pehchan Gai
Ho Shab E Baydar
Mujhe,,,-*
.
Jins E Wirani E
Sahra Meri Dukan
Main Hai,,,-*
.
Kya Kharidaiga Tere Shaher Ka Bazaar
Mujhe,,,-*
.
Jaras E Gul Nay Kai
Baar Bulaya Laikin,,,-*
.
Lay Gai Rah Say Zanjeer Ki Jhankar Mujhe,,,-*
.
Navak E Zulm Utha Dashna E Andoh Sambhal,,,-*
.
Lutf Ki Khanjar E Baynam Say Matt
Maar Mujhe,,,-*
.
Saari Dunya Main
Ghani Raat Ka Sannata Tha,,,-*
.
Sahan E Zindan Main
Mile Subah K Aasar
Mujhe,,,-*,,SA,,*
.
Poet
Mustafa Zaidi

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki