Saba Jo Saihen E Gulistan Main Khush O Khurram Hoi

Saba Jo Sahen
.
Type By,,,,,,-*
.-._.-,
'-._.Sarfraz Ahmad,,,-*
.
Saba Jo Saihen E Gulistan Main Khush
O Khurram Hoi
.
Kabhi Kali Say Kabhi Gul Say Hum Kalam Hoi
.
Ye Waqiya Hai Jo Zinda Dilli K Naam Hoi
.
Wo Zindagi Na Kabhi Moat Ki Ghulam Hoi
.
Kabhi Nawazish E Peer Gumaa Jo Aam Hoi
.
Janab Shaikh Ki Toba Nisar E Jaam Hoi
.
Usay Hayat E Musarrat Ki Jan Longa Saher
.
Teri Gali Main Agar Zindagi Ki Shaam Hoi
.
Ird K Saath Mile Thy Wo Rah Main Laikin
.
Kuch Un Say Baat Na Bad Az Dua Salaam Hoi
.
Hoay Hai Muqtadi Ishq Ahl E Ishq Tamam
.
Namaz E Ishq Kahin Bhi Na Bay-Imam Hoi
.
Kisi K Anay Sy Pahle Kaza Chali Aai
.
Naved E Wisal Meri Moat Ka Payam Hoi
.
Raha Na Lab Py Tera Naam-Gr Dum E Aakhir
.
Kahay Gi Khalq K Meri Kaaza Haraam Hai
.
Rahi Na Hasrat E Guft O Shaned Aay "Purnum"
.
Nazar Jab Un Say Mili Guftagu Tamam
Hoi,,,-*,,SA,,*
.
Poet
Purnum Allabadi
Book
Phool Daikhay
Na Gaye

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Maa Tere Doodh Ka Haq Hum Say Ada Kya Hoga