Wehshat Thi Magar Chaak Libada Nahi Tha,

Wehshat Thi Magar
.
Type By,,,,,,-*
.-._.-,
'-._.Sarfraz Ahmad,,,-*
.
Wehshat Thi Magar Chaak Libada Nahi
Tha,,,-*
.
Yun Zakhm Numai Ka Irada Nahi Tha,,,-*
.
Khal'aat K Liay Qeemat E Jan Yun Bhi Boht Thi,,,-*
.
Phr Itna Dil Awaiz Libada Nahi Tha,,,-*
.
Hum Mar'habah Kahte Rahe Tere Har Sitam Par,,,-*
.
Sach Baat Kah Dil Itna Koshada Nahi Tha,,,-*
.
Hum Khoon Main Nahlaye Gaye,,,-*
.
Teri Gali Main Or To Sar E Baam Sitara Bhi Nahi Tha,,,-*
.
Yaaro Koi Taqeed Karo Tum Kah,,,-*
.
Wo Hum Say Na Khush Tha Magar Itna Ziada Nahi Tha,,,-*
.
Aakhir To Gul Ho Gaye Soraj Say Musafir,,,-*
.
Or Main To Chirag E Sar Juda Bhi Nahi Tha,,,-*
.
Pagal Ho "Faraz" Aaj Jo Rah Daikh Rahe Ho,,,-*
.
Jab K Us Say Mulaqat
Ka Irada Bhi Nahi
Tha,,,-*,,SA,,*
.
Book
Pas E Andaz Mosam
Poet
Ahmad Faraz

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Maa Tere Doodh Ka Haq Hum Say Ada Kya Hoga