Wo Shakal Wo Lalay Ki C Kiyari Nahi Bholay

Wo Shakal Wo Lalay
.
Type By,,,,,,-*
.-._.-,
'-._.Sarfraz Ahmad,,,-*
.
Wo Shakal Wo Lalay Ki C Kiyari Nahi Bholay,,,-*
.
Agyaar Main Jo Shaam Guzari Nahi Bholay,.,-*
.
Sorat Thi Kah Gum Jaise Sanam Saaz Bhi Gum Thay,,,-*
.
Morat Thi Kah Hum Jaise Baychare Nahi Bholay,,,-*
.
Ab Uska Tagaful Bhi Gawara Kah Abhi
Tak,,,-*
.
Hum Tark E Mulakat
Ki Khuwari Nahi
Bholay,,,-*
.
Yaron Ki Khataon Pay Nazar Hum Nay Na Rakhi,,,-*
.
Or Yar Koi Bhol Hamari Nahi Bholay,,,-*
.
Khil'aat K Liay Harf Ka Soda Nahi Karte,,,-*
.
Kuch Log Abhi Wahzaih Hamain Nahi Bholay
.
Daane Ki Hawas Laa Na Saki Daam May Mujh
Ko,,,-*
.
Ye Meri Khata Mere Shikari Nahi Bholay,,,-*
.
Hum Apne Tak Laakh Zikhud Rafta Hon Lekin,,,-*
.
Youn Hai Kah Koi
Baat Tumhari Nahi
Bholay,,,-*
.
Ik Lub'aat E Hindi Nay "Faraz" Ab K Likha
Hai,,,-*
.
Radha Ko Kabhi
Kishan Morari Nahi Bholay,,,-*,,SA,,*
.
Book
Pas E Andaz Mosam
Poet
Ahmad Faraz

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Maa Tere Doodh Ka Haq Hum Say Ada Kya Hoga