Ya Daikho Maa Ka Hai Dil
Maa Ka Dil
.
Type By,,,,,,-*
.-._.-,
'-._.Sarfraz Ahmad,,,-*
.
Koi Bhi Dunya Main Maa Jaisa Rishte Daar Nahi Wo To Insan Hi Nahi Jis Ko Maa Say Pyar Nahi
.
Ya Daikho Maa Ka Hai Dil
.
Aik Qissa Mamta Ka Batata Hun Aaj Aik Orat Thi Muqaaddar Say Gareeb Or Mohtaaj
.
Zahay Naseeb K Larka Tha Uska Mastana Aik Haseena Pay Wo Tha Dil O Jaan Say Dewana
.
Aik Din Kahne Laga Ban K Us Say Faryadi Bura Naa Maano Meri Jan To Racha Lo Shadi
.
Larki Yun Kahne Lagi Mujh Ko Tum Say Pyar Nahi Ho Jaye Ga Aik Din Magar Iska Aitbaar Nahi
.
Larka Yun Kahne Laga Dil Say Dil Mila K Daikho Bharosa Mujh Pay Na Ho Azmaa Daikho
.
Bagh E Dunya Say Musarrat Ki Baharain Laa Do Zar O Zameen Nahi Chand Sitare Laa Dun
.
Phr To Wo Yun Kahne Lagi Maa Hai LAAKA BISMILL Tab Main Samjho Gi Apne Pyar K Qabil
.
Kah Cheer Seena Mujhe Laa Day Apni Maa Ka Dil
.
Baat Ko Suntay Hi Wo Khushi Say Uchla Khoon Karne K Liay Maa Ka Wo Wahan Say Nikla
.
Ghar Main Aya Hi Tha Maa Pyar Say Pukar Uthi Dair Q Kar Di Mere Laal Aa Kha Lay Roti
.
Hath Main Daikh K Khanjer Ki Jab Chamak Aaii Asmaan Kanp Utha Or Zameen Zarraee
.
Khoon Karne K Liay Lapka Hi Tha Sodaaee Maa K Honthon Say Faqt Aah Ki Awaz Aaeee
.
Cheekh Uthte Hi Qayamat Ka Manzar Ubhar Gaya Hath Bhar Ka Wo Chourra Maa K Jiger Paar Gaya
.
Lay K Dil Chal Diya Shadi Rachanay K Liay Apni Rothi Hoi Malika Ko Mananay K Liay
.
Chalte Chalte Zalim Nay Jo Thokar Khaaee Hath Say Chot Gaya Dil Zameen Zarraaaeee
.
Jald Bazi Main Lapka Tha Uthane Dil Ko Ik Karishma Nazar Aya Wahin Pay Qatil Ko
.
Maa Ka Dil Kahne Laga Laite Hoay Angari Aye Mere Laal Tujhe Chott To Nahi Aaaeee
.
Ishq Nay Andha Nahi Bahra Usko Kar Dala Maa Ki Awaz Waha Kon Tha Sunnay Wala
.
Sham Ki Sihaaee Main Wo Raat Ko Bach Nikla Aik Hi Pal Main Wo Mashoq K Ghr Ja Pohncha
.
Nikal K Dil Or Pyar Say Wo Yun Bola Lo Meri Jaan Jo Manga Tha Main Wo Lay Aya
.
Daikh Kar Dil Uljhan Main Parr Gai Qurban Us Say Kahne Lagi Taywer Badal K Nagin
.
Waqe Hi Tujh Saa Koi Aashq E Qurban Nahi Par Haqeeqat Hai To Heewan Hai Insan Nahi
.
To Nay Socha Bhi Hai Anjaam Iska Kya Hoga Jo Apni Maa Ka Naa Hoa Wo Mera Kya Hoga
.
Baat Hi Baat Main Baato Ki Batanger Bani Hath Main Lay K Hathkari Police Wahan Aa Pohnchi
.
Wafa Naa Paaee Farishto Nay Zard Mahri Main Giraft Kar K Lay Chale Usay Kachahri Main
.
Tha Na Wahan Koi Jo Uski Shahadat Day Biradri Hai Na Maa Baap Jo Zamant Day
.
Police Nay La K Adalat Main Usay Paish Kya Dil Jo Sath Main Laaye Thay Maiz Par Rakha
.
Wakeel Nay Jab Haseena Ka Bayan Suna To Us Muqadmay Pay Heerat Say Usnay Ghoor Kya
.
Hazoor Jagde Nay Kaha Ye To Mujrim Hai Saze E Mout To Ispay Lazim Hai
.
Maa Ka Dil Josh E Mohabt Main Ye Pukar Utha Main Nay Khud Apne Hi Hathon Say Apna Khon Kya
.
Ye Mera Laal Hai Mere Jiger Ka Tukra Hai Police Nay Jaa K Isay Bay Kasoor Pakra Hai
.
Saza Jo Do Gay To Dil Main Chupa K Rakh Longi Hashar K Roz Daman Tumhara Pakrogi
.
Kahan Main Paaongi Is Chand Jaise Mukhre Ko Chor Do Chor Do Mere Jiger K Tukre Ko
.
K Maa Ko Apna Ye Laal Jan Say Pyara Hai Kon Kahta Hai K Betay Nay Maa Ko Mara Hai
.
Ye Daikho Maa Ka Hai Dil Ye Daikho Maa Ka Hai Dil,,,-*,,SA,,*
.
By
Shair Miandad

Comments